YE TERE LIBAAS PAR MERE GULAAB KI KHUSHBOO NHI. MUDKAR WAPAS TERE PASS AA JANA MERE BAS KI NAHI

KHUSHBOO KISI OR KI

KHIDKI SE TERE JHAANKNA JAAYAZ  YA NAJAAYAZ .MAIN NHI SAMAJTHA.

HOGA KOI SHAKHS TUJHE CHAHNE WALA KYA MAIN NAHI SAMAJHTA.

CHAL CHHOD IN BAATON KO ,BHOOL GYA MAIN UN RAATON KO.

MILKAR KISI SE AAYE HO TUM ,JISM PAR KHUSHBOO ALAG SI LAAYE HO TUM.

YE TERE LIBAAS PAR MERE GULAAB KI KHUSHBOO NAHI .

MUDKAR WAPAS TERE PAAS AA JAANA ,AB MERE HAQ MAIN NHI H.


प्रकाशित किया गया

में

द्वारा

टिप्पणियां

प्रातिक्रिया दे

आपका ईमेल पता प्रकाशित नहीं किया जाएगा. आवश्यक फ़ील्ड चिह्नित हैं *